Lyrics and Video of Song Hai Yehi Zindagi from movie KICK by Salman Khan, Mohd. Irfan.
For All Songs from KICK: Click Here
For All Songs from Salman Khan: Click Here
For All Songs from Mohd. Irfan: Click Here
Video: Lyrics:
Jaana, kahaan pe bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi
Jaana, kahaan pe bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi
Bewajah jiya ab tak
Pataa na tha, aaj jaana hai
Waqt ke chhote se ik pal mein
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi
Hai sadiyon ki khushi
Hai yehi zindagi
Raahon mein raahein Khuda ki mill gayi
Wo.. unpe ab chalna nahi jaana hai kahin
Raahon mein raahein Khuda ki mill gayi
Wo.. unpe ab chalna nahi jaana hai kahin
Roshni na thi aisi kabhi inn nigaahon mein
Aaj jo mila khud ko laga main pehla sa nahin

No comments: